Rahat Fateh Ali Khan

Rahat Fateh Ali Khan

Afreen Afreen (live)
Composição de (Javed Akhtar)
Intro: A Dsus2 E A (X2) 

Verse 
E               A 
Aisa dekha nahi khoobsurat koi 
E               A 
Jism jaise Ajanta ki murat koi 
A               E 
Jism jaise nigahon pe jadoo koi 
A               E 
Jism nagma koi jism khushboo koi 
Dsus2           A 
Jism jaise mehakti hui chandni 
Dsus2           A 
Jism jaise machalti hui ragini 
A               Dsus2 
Jism jaise ke khilta hua ik chaman 
A               Dsus2 
Jism jaise ke suraj ki pehli kiran 
A               Dsus2 
Jism tarsha hua dilkasho dilnashin 
A               Dsus2      E 
Sandli sandli marmari marmari 


[Refrão]
A Dsus2 A Husane jaana ki tareef mumkin nahi A Dsus2 A Husane jaana ki tareef mumkin nahi A Dsus2 A Afreen afreen afreen afreen A Dsus2 E Tu bhi dekhe agar toh kahe humnashin A Dsus2 E A Afreen afreen afreen afreen Verse E A Chehra ik phool ki tarah shadaab hai E A Chehra uska hai ya koi mehtaab hai A E Chehra jaise ghazal chehra jaane ghazal A E Chehra jaise kalli chehra jaise kanwal Dsus2 A Chehra jaise tasavur bhi tasveer bhi Dsus2 A Chehra ik khaab bhi chehra tabeer bhi A Dsus2 Chehra koi aliflailvi dastaan A Dsus2 Chehra ik pal yakeen chehra ik pal gumah A Dsus2 Chehra jaisa ke chehra kahin bhi nahi.. A Dsus2 E Mahrooh mahrooh mehjabin mehjabin
[Refrão]
A Dsus2 A Husane jaana ki tareef mumkin nahi A Dsus2 A Husane jaana ki tareef mumkin nahi A Dsus2 A Afreen afreen afreen afreen A Dsus2 E Tu bhi dekhe agar toh kahe humnashin A Dsus2 E A Afreen afreen afreen afreen

Enviado por: Marcos Nagel

Corrigido por: sem correções