Anúncio
[Verso 1]
C#m A Ae yaad, tu yoon na yaad aa F#m G#7 Jaa, thodi der ke baad aa C#m A Woh thi toh meri zindagi F#m G#7 Main bhi toh uska tha laadla C#m A Ab kya kahoon ke main roz-o-shab F#m G#7 Yaadon mein uski hoon kaat'ta C#m A Yahin toh tha mera humnafas F#m G#7 Kahan gaya, mujhe kya pata
[Pré-Refrão]
A F#m G#7 Maine ghaltiyon ko sudhaar kar A F#m G#7 Maine har gali mein pukaar kar A F#m G#7 Socha ke woh mil jaayega A G# G#7 Mila toh kitna naraaz par
[Refrão]
C#m A Dawa-e-dil ko dhoondhne F#m G#7 Jaa raha hoon main dar-ba-dar C#m A Tere ishq ne hai kya kiya F#m G#7 Hoon khwaar khud ko sanwaar kar F#m G#7 Hoon khwaar khud ko sanwaar kar F#m G#7 Hoon khwaar khud ko sanwaar kar Outro C#m A F#m Ae yaad, tu yoon na yaad aa F#m G# G#7 Jaa, thodi der ke baad aa C#m A F#m Ae yaad, tu yoon na yaad aa F#m G# G#7 Jaa, thodi der ke baad aa
Enviado por: Jovelino Correa
Corrigido por: sem correções
Anúncio
Comentários